Author | Message |
---|
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 6:49 am | |
| Yeh sheher dhundlay manzar main mubtala kyun hai khulti hai aankh tu neendon ka silsala kyun hai kisi k pass bhi chehra nahi magar phir bhi her ik shakhs k hathon main aiyna kyun hai | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 6:50 am | |
|
Yeh Kis Dhund Main Hum Tum Safar Aaghaz kar baithay Tumhain Chehra nahi milta , hamain aankhain nahi miltin
| |
|
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 6:52 am | |
| Na janay q humein tum per barra bharosa hai Khayal rakhna ka qaayem ye aetbaar rahay | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 6:52 am | |
|
yeh zarori nahin par asa howa karta hay jis ko chaho wahi dhoka diya karta hay qasmain khata hay woh ehad nibhanay ki or har moor pay rastay badal liya karta hay
| |
|
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 6:53 am | |
| Yeh acha hai k apas k bharam na tootne paeen kabhi bhi dostoon ko aazma ker kuch nahi milta | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 6:54 am | |
|
Usse kehna k palkoon per na tanke khwaab ki jhalar samandar k kinare ghar bana ker kuch nahi milta ya acha hai k apas k bharam na tootne paeen kabhi bhi dostoon ko aazma ker kuch nahi milta
| |
|
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 6:55 am | |
| Onki aankhon main bhi halki se nami rehti hai baat kartay hain jo auroon ko hansanay k lia | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 6:56 am | |
| | |
|
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 6:58 am | |
| Mat roooo baqiyon ko to soonay doo
Anna kay morr pe bochhray tu humsafar na milay Hum ek sheher mein reh ker bhi umer bhar na milay | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| |
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:00 am | |
| Han jii mojhay he sonaa loo
Dil hi to hai na sang-o-khisht dard se bhar na aaee kyoon Roeen ge hum hazaar baar koi hamein satae kyoon | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:01 am | |
|
Aaankhain kaan band hon gain I am sureee ...
Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota Daboya Mujh Ko Honay Nay, Na Hota Main To Kiya Hota Hova Jab Gham Say Youn Bay-Hiss, To Gham Kiya Sir Key Katnay ka Na Hota Ger Juda Tunn Say, To Zaano Pay Dhara Hota
| |
|
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:03 am | |
| Waqai pakki gall hai na ke u r sure ab yeh nah kehna ke i think soo ya hope soo
Ana ki jung main hum jeet tu gay lakin Phir is k baad bohat dair tak nidhaal rahay | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:06 am | |
| lolzzz .. Omeed pay Duniyaa qayam hai Mohtarmaaa ... what do u say ...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
aad bhi aab k aaya hai jaag uthi hai khuwaish bhi taza dukh aur sard hawa hai saal ki pehli barish bhi sab se miltay rehtay hain aur koi nahi ab bhata hai pehlay pehal jab bichray us se dil main thi gunjaish bhi
| |
|
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:07 am | |
| Felhaal omeed aur dunya ko chorro shair ka 1st word kion khaaya hai pehlay yeh batao
Yadoan ki khalish hai na dharrknay ki sada hai Mehsoos yeh hota hai k dil toot gaya hai | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:09 am | |
| lolzzz ... koee nahi khaaya ... aise hi delete ho giya ho ga ... waise bhook lagii hai na :)
Yeh sajaa sajaya ghar saqi, meri zaat nahi mera haal nahi Ae kaash kabhi tum jaan sako jo is sukh ne azaar dia Â
| |
|
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:10 am | |
| To bachay kichen paas he hai jao aur meray liye bhi koch laao
Aaj uss ki aankhein pur nam thin aur tu soch mein khoya tha Dekh paraye dukh ki nkhaatir tu bhi kabhi yun roya tha | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:14 am | |
| Nahi Ji .... Yeh zehmat aap hi karna pasand karain tou behter hai ...
unki aankhon main bhi halki se nami rehti hai baat kartay hain jo auroon ko hansanay k lia
| |
|
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:17 am | |
| Barron ko zehmat nahi daitay balkay khidmat kartay hain --- khair main waise bhii challing ab u bhi ottho
Yeh kiya k sab se beyaan dil ki halatain karni Faraz tujh ko na aain mohabbatain karni | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:21 am | |
| Okaaay .. Bazorg Pehlay ... Bachay Baad Main ... Right ..!
ye talash e baab e safar, mujhe tum se door tha lay gaya palat ker aoonga yaad rakh, tera shaher mujh ko bhula na de mein bhala nahi, bura sahi, mujh se koi gila sahi tera baat baat pe roothna, naee rah mujh ko dekha na de
| |
|
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Sun Aug 05, 2007 7:31 am | |
| Jii bachay to jaise bohat he Obedient hain --- Bazorgon nay koch kaha aur foran sar jhuka diyaa khaaair aaj ka last shair
Ye meri wafa ki hain wehshatein Mujhey Ikhtayar-e-junoon nahi
Jahan naam hum nai suna tera wahin sar ko jhuka deya | |
|
| |
Miss Ashraf
Number of posts : 1567 Location : BaBuL ka AanGaN Registration date : 2007-06-30
| |
| |
Amal Ramzan New Friend
Number of posts : 28 Registration date : 2007-08-04
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Mon Aug 06, 2007 6:25 am | |
| Yeh raaz-e-bahaar-e-gulshan hai iss raaz ko samjhay kya koii Shabnam ko rulaayaa phoolon nay ya raat ko shabnam khud roii | |
|
| |
~Haya~
Number of posts : 3306 Location : ~Chand par~ Registration date : 2007-08-03
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Tue Aug 07, 2007 1:27 am | |
| Ik naam kiya likha tera sahil ki reat pe, Phir umer bhar hawa se meri dushmani rahi | |
|
| |
Muskaan
Number of posts : 4935 Age : 35 Location : ~Home Sweet Home~ Registration date : 2007-07-08
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ Tue Aug 07, 2007 3:22 am | |
| Ik lamha bhi Mussarat ka bht hota he Loag jeene ka saleeqa hi kahaan rakhte hein... | |
|
| |
Sponsored content
| Subject: Re: ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ | |
| |
|
| |
| ~! Non-Stop Bait-Baazi !~ | |
|