| *~*Khurram's Collection*~* | |
|
|
|
Author | Message |
---|
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:02 am | |
| Gun'gunatey hue aanchal ki hawa de mujhko
Ungliyan phair k baalon me sula de mujhko
Jis tra faltu guldan pre rehte hen,
Apne ghr k kisi konay me lga de muj ko.
Yaad kr k mujhe takleef hi hoti ho gi
Aik qissa hun purana sa, bhula de mujhko
Doobte doobte aawaz teri sun jaon
Aakhri baar tu sahil se sada de mujhko
Main tere hijr me chup chap na mr jaon kahin
Main hun sakte me, kabhi aa k rula de mujhko
Dekh main ho gaya bd naam kitabon ki trah
Meri tash'heer na kr, ab tu jala de mujhko
Roothna tera, meri jaan liye jata hai
Aese naraz na ho, hans k dikha de mujhko
Aur kuch b nahi manga mere malik tujh se
Uski galiyon me pri khaak bana de mujhko
Log kehte hain k ye ishq nigal jata hai
Main b is ishq me aaya hun, dua de mujhko
Yahi auqat hai meri tere jeevan me, k main
Koi kamzor sa lam'ha hun, bhula de mujhko. | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:02 am | |
| Meri saansø men wø khushboo kø to bhärny detä,
Kaäsh wo GULL mery haathon pe bikharne deta,
Aur b zakhm gawara thay mujay us se mgr,
Pehley maazi k wø kuch zakhm tø bhärney detä,
Main ne kab us se Gila karny ko kholi thi zubaan,!
Kaash wo shakhs mujhy baat tø karne deta,
Mera dawa hai sama jati meri roøh wähäan,
Käash wo shakhs mujhy DIL men to utarney deta,
Us ki aankhen to samundar ki tara thi gehri,
Kaash wo shakhs mujhy doob kar marny deta | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:03 am | |
| Baithe Baithe Gham Me Giraftar Hogaya
Gosha Nasheen Tha Ronaq-e-Bazar Hogaya
Do Gazz Zameen Mil Hi Gayi Mujh Gharib Ko
Marne K Baad Mein Bhi Zameendar Hogya | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:03 am | |
| Meri khushi ki khatir khud ko sambhal rkhna
Us ny kaha tha mujse apna khyal rkhna
Is bat ka taqaza mujse jo kr raha tha
Kia uska haq nhi tha mera khyal rkhna | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:05 am | |
| Wö Nahi Mera Magar Us Se Möhabat Hai Tö Hai. Ye Agar Rasmön Rivajön Se Bagawat Hai Tö Hai. Sach Kö Main Ne Sach Kaha Jab Keh Diya Tö Keh Diya. Ab Zamane Ki Nazar Mein Ye Himaakat Hai Tö Hai. Döst Ban Kar Dushmanö Sa Wö Satata Hai Mujhe. Phir Bhi Us Pathar DiL Pe Marna Apni Fitrat Hai Tö Hai. Kab Kaha Mene K Wö MiL Jaye Mujh Kö. Uski Bahön Mein Dum NikLe Itni Hasrat Hai Tö Hai. | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:05 am | |
| Chalo Mohabbat ki nai buniyad rakhty hain,,
Khud paband rehty hain,
Tumhain azad karty hain..
Hamary khoon main Rab nay taseer hi aisi rakhi hai
Buraiyan bhool jaaty hain
Achaiyan yaad rakhty hain
Ye soch kar k gustaakhi na ho jaye Mohabbat main,,
Isi liye apna har qadam tere qadam k baad rakhty hain.. | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:05 am | |
| Hont Thak Gaye Hain Boola Boola Kar,
Ankhen Thak Gai Hain Mana Mana Kar,
Aesa Sangdil Yaar Mila SAHIL,
Jo Pyar Bhi Deta Hai Rula Rula Kar. | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:06 am | |
| 1 toota hua sheesha hu utha kar rakhlo,
Kam aaonga mujhe ghar mai saja kar rakhlo..
Merey halaat pe haste hy zamane wale,
Isy aalam mai mujhe apna bana kar rakhlo..
May b ik phool hu ho jaounga pati pati,
Tum utha kar mujhe jorey mai sajakar rakhlo.
Yaad rakhna k may tanhai mai kam aounga,
May khilona hu mujhe sab se chupa kar rakhlo..
Wo nahi pass to tum pareshan Q ho..??
"Uski tasveer ko seeney se laga kar rakhlo. | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:06 am | |
| Woh Chahta Tha Phir Bhi Koi Guftago Na Ki Main Nay Bhi Poochnay Ki Justajoo Na Ki
Tasveer Teri Dekh Kar Ankheein Chaalkh Parein Hum Nay Teri Ibadaat Kabhi Bay-Wuzu Na Ki
Baithay Rahay Chup Chap Hum Pardah Nasheen K Paas Musa Ki Tarahan Dekhnay Ki Arzoo Na Ki
Woh Hay Nasha-e-Ishq Ki Lazat Say Bay Khabar Jis Nay Ye Zindagi Kabhi Nazar-e-Sobo Na Ki
Karta Raha Biyaan Woh Gheroon Kay Samanay Us Nay Kabhi Shekayat Merey Roo-ba-Roo Na Ki
KyuN Dil Mein Chuppaey Rakhay Hain Hum Nay Raaz-e-Ishq Ahel-e-Janoon Ki Baat Kabhi Koo-ba-Koo Na Ki
Milta Nahi Hay Us Ko Shahadat Ka Martaba Rah-e-Kudha Mein Jis Nay Ye Gardan Lahoo Na Ki | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:07 am | |
| " Kitabon mein rakh k sula gaya humko, aankh bund ki aur bhula gya hmko, koi ajeeb mussawer tha jo barishon k mausum myn, kachi dewaron pe bna gya hmko. | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:07 am | |
| Dar-o-Dewaar se hasrat si barrasti hai "Faraz",
Jaanay kis dais chaley gaye pyaar nibhaany waale...!! | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:07 am | |
| jab wo neand se jage to usse bata dena k pori raat tere pas jaga hai koi
jab tere anchal tere tan se sarakne lagta to pori raat palkon ko jagata tha koi
tum ne jab naend mei hathon ko uss k pakra tha uss shabbe wasal sakte mei par geya tha koi
jab b ai koi muskan tere chehre pe han pher dheree se bhut muskura dia tha koi
jab b takiya tere ser se hat jata tha pher apni ghud mei ser rakh k sulata tha koi
jab teri zulf k sehya badal tujh pe baraste the apne honton se teri zulfon ko hatata tha koi
jab b to sard howa se simmat see jati thi haan apni aaghosh mei tujh ko chhupata tha koi
to pori raat yunhi be khaber soti rahi pori raat tujhe chahat se sulata tha koi..? | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:08 am | |
| !¡¤!¡¤!¡~*~Jinko suraj meri chokhat se mila karta tha WASI~*~!¡¤!¡¤!¡ !¡¤!
¡¤!¡~*~ Ab wo khairaat mein dete hain ujaalay mujh ko~*~!¡¤!¡¤!¡ | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:09 am | |
| Kabhi "CHAHATON" mein chupa lia,
Kabhi NAFRATON mein jala dia,
kabhi HANS k hum ko mana lia,
Kabhi"AANSØØN" mein baha dia,
Ye ZINDAGI b ajeb hy!
Kabhi "KHUSBØØ"ban k bikhar gai,
kabhi "LAMHA" bhar mein guzar gai,
kabhi "JUGNØØ" ban k chamak uthi,
kabhi mil k phir sy BICHAR gai,
ye zindgi b "AJEEB" hy... | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:09 am | |
| !!MERI KITAAB!! Woh jo roop zere naqab tha, Usay dekhna mera khuwab tha, Jo mila tha hijr ki shakal mein, Meri chahaton ka azaab tha, Ye sawaal tha k mila karo ,Na mila karo ye jawaab tha! Jise dekh ker main tarrap uttha, Teri aankh mein wo hijaab tha, Mere pas thi meri tishnagi, Tere pass jaame sharaab tha, Tera payar tha meri shaiyeri, Tera ishq meri kitaab tha. | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:10 am | |
| **ÅJÑÅßì** Chåñd söråj or tåråy åjñåbi Ék müsåfìr sb ñåzåry åjñäbi Möjizäh håi gårdìsh-e-hålåt kå Shèhår äpñå lög säråy åjñåbi Åjñåbìyt kå tålüq khoob häi Hüm tmhåry tüm hmåryä åjñåbi Jåñ k düshmåñ hmåry åshñå Åür åshñå såråy k såråy åjñåbi Ziñdågi ki tålkhiyåñ hàiñ hmÑåshèèñ Phööl khüsbü rüñg såråy åjñäbi Wö jìssey hum ñè kbhi pèhchån dì Åj wö hümkö pükåråy **ÅJÑÅßì** | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:11 am | |
| " INTIHA "Main khuwab ban kar usy neend main dikhai doon , wo myra Qurb jo chahy to main judai doon, Kuch is tarhan mujhy chahy k har ghari , us ko main darkanon ki tarha Qalb main sunai doon, kitab khol k bethy to myra chehra ho, main warQ warQ main usy dikhai doon, tarap tarap k mujhy maangti rahy lykin, siwaey apny, mai usy sari KHUDAI doon....!![/ | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:11 am | |
| Na Murawat, Na Muhabbat, Na khaloos Hai “MOHSIN” ...!! Mein Tu Sharminda Hoon Is Dour Ka Insan Ho Kar ……..!! | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:12 am | |
| Us simt ko chalay ho to itna usey kehna... Ab koi nahi harf-e-tamnna usey kehna... Tum ne hi kaha tha to yaqeen mujh ko howa tha... Chahat nahi hoti kbhi ruswa usey kehna... Duniya to kisi haal mein jeenay nahi deyti... Umeed pey qaaim hai yeh duniya usey kehna... Zarkheiz zameen kabhi banjar nahi hoti, Darya he badal letay han rasta usy kehna... Kuch log safar k liye mozon nahi hoty, Kuch rasty kat'ty nahe tanha usy kehna......... | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:12 am | |
| Ab Darindon Se Na Hewanon Se Darr Lagta He, Kya Zamana He K Insaanon Se Darr Lagta He Izzat-e-Nafs Kisi Shakhs Ki Mehfooz Nahi, Ab To Apne Hi Nigeh bano Se Darr Lagta He Dankay Ki Chaut Pe Zaalim Ko Bura Kehta Hoon, Mujhe Sooli Se Na Zandaano Se Darr Lagta He Khoon Rezi Ka Ye Aalam He Khuda Khair Karay, Musalmano Ko Musalmano Se Darr Lagta He Bum Dhamakon Se Khauf Zada Aisa Hoon, Ghar Me Rakhe Hue Guldaano Se Darr Lagta He | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:13 am | |
| (TALASH) Main udas rasta hon sham ka, mujhy ahaton ki talash hai. Ye sitary hain sab bujhy bujhy, mujhy jugnuon ki talash hai. Har khusi hai mujh se khafa khafa, mujhy zindagi ki talash hai. Meri pyas mai wo talab nai, mujhy tashnigi ki talash hai. Ek hajom sa hai rawan dawan, mujhy doston ki talash ha. | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:14 am | |
| "Ghazal" Adhori si hai zindagi adhore hain hum. Bujh rahi hain saanse jal rahe hai hum. Badalte mosamo ne sikhaya hai buhat kuch lakin. Pane ki hasrat mai sab kuch kho rahe hain hum. Na maloom manzilon par qadam ruk se gaien hain. Beerh men raston ki taraf barh rahe hain hum. Toot kar bikhre hain khuwab kuch is tarah .K. Ik aarsa huwa hai un ko chun rahe hain hum. Wafa hum ne ki un se ya ki bewafai. Bus us ki saza bugat rahe hain hum.....! | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:16 am | |
| Kya Ho Tum? Chlo main bataoo! mere liye meri dunia ho tum chu ker jo guzri wo hwa ho tum maine jo mangi wo dua ho tum kre mujhe roshan wo diya ho tum Dil ye kahey mera jiya ho tum kiya main ne mahsoos woh ehsaas ho tum meri Nazer ki talash ho tum meri Zameen or akaash ho tum maine jo chaha wohi khwab ho tum ~¤sirf Tum¤~ | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:16 am | |
| Aä Kabh¡ Da¡kh Zara Hmar¡ Raaton Ma¡n Aa Kar,
"saghar".,
KiTNa Rotay Häin Zamane Ko Hansäne WäLaY...! | |
|
| |
coolmind2009 New Friend
Number of posts : 41 Registration date : 2009-09-08
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* Tue Sep 08, 2009 1:22 am | |
| Safar par saath chala tha jo rehbron ki tarah
Juda hua wo ß aakhir musafiron ki tarah
Main sochta hun wo kaise bichar gaya mujh se
Jo dhoop me milta tha mujhe badalon ki tarah
Ajeeb shakhs tha hawaon se dushmani lay kar
Wo rait par likhta tha mujhe paglon ki tarah
Wo chahaton ki mukamal kitab tha yaaro
Mujhe fasana sunata tha shairon ki tarah . . . | |
|
| |
Sponsored content
| Subject: Re: *~*Khurram's Collection*~* | |
| |
|
| |
| *~*Khurram's Collection*~* | |
|