1)Aap Hi Apni Addaoon Per Zara Ghoor Kejeay
Agar Hum Arz Karein Gay Tu Shikayat Hogi
2)Jis din se juda vo humse hue
is dil ne dhadkna chod diya
hai chaand ka mooh bhi utra utra
taaro ne chamkna chod diya
3)Sunie meri jaan hame,
Aaj bhi aapse pyar hai,
Kal to kal tha,
Hame aaj bhi aapka intzaar hai
4)Ek bar nazar mila le agar woh...
To mehek jaye khamosh raat,
Iss tarhan tum dil ke kareeb aati ho...
Ki behek jatein hain merey jazbaat
5)chandini se dhuli si raat meh
ek khushboo si hein har baat meh
hein sitaare mere kadmo ke tale
haath hai aaj unke haath mein
paas aake bhi kyu hein duriya
koi pyasa hein kyu barsaat mein
6)Jis din se juda vo humse hue
is dil ne dhadkna chod diya
hai chaand ka mooh bhi utra utra
taaro ne chamkna chod diya
7)Jis din woh humko miley,
Dil to dhadakna bhol gaya,
Duniya meri rangeen huie,
Dil ne bhatakna chod diya
8)Pyar afsanon se bayan nahi hota hai,
Yeh toh nazron se bhi bayan hota hai.
Itna sab kehney ki kya zaroorat thi,
Samajh jata dil bas ek ishara chahey tha
9)Mohabbat ke naam se darte thhey
Dil ki dhadkan dhadka gaya koi
Hum anjaani raahon pe chal rahe thhey
Achaanak hi manzil dikha gaya koi
10)Jis anjam se hum dartey thay,
Uss anjam tak humein le aaya koi.
Zindagi guzar gayi samjhaney mein,
Kuch iss tarha bekarari sikha gaya koi.