[b]~*~Tumain Jaana Ijazat Hai~*~
Tumain Jaana Ijazat Hai
In Tareek Rahaoun Py
THakan Khud C Pao To
Undehroun Se Kabhi Dil Daol Jaiy
Thak C Jao To
Mere Jaltay Huay Lamhon
Mere Kangaal Hathoon Se Apna Haathon Se Chorda K Apne Haath Ko
Wafa Ki Naghmagi Se Tum Naiy Geeton Ko Chun Laina
Haseen Palkon Ki Nokoon Par Naiy Khawab Bna Laina
Koi Gar Pouch Lay Mera To Us Se Zikar Mut Karna
Mere Jiwan Ki Jalti Dupehr Se Begharz Ho Kar
Tum Apni Chandni Raaton May Jugnoon Paltay Rehna
Meri Tanhioun Ki Wehshaton Ki Fiqar Mut Karna
Tumain Is Ki Ijazat Hai
Mere Tohfoon Ko Dariya May Baha Daina
Meri Har Yaad Ko Dil Se Khurchna Or Mita Daina
Tumain Bilkul Ijazaat Hai
K Chahao To Bhula Daina
Magar Itni Guzarish Hai
Agar Aisa Na Ho Jaana
To Acha Hai[b]