ApniAwaz Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


A Place To Be Proud Of - An Opportunity To Get-To-Gether In A Family & Friendly Atmoshphare
 
HomePortalGalleryLatest imagesRegisterLog inGames

 

 *~QeeMaT~*

Go down 
4 posters
AuthorMessage
Khushboo

*~QeeMaT~* Stars1
Khushboo


Female
Number of posts : 7996
Location : Venus
Registration date : 2007-07-25

*~QeeMaT~* Empty
PostSubject: *~QeeMaT~*   *~QeeMaT~* Icon_minitimeWed Jan 02, 2008 12:43 am

*~QeeMaT~* 569748aw0ne7m9mv*~QeeMaT~* 569748aw0ne7m9mv*~QeeMaT~* 569748aw0ne7m9mv
" QEEMAT "





Aik mertaba aik dehati apnay gadhay (Donkey) ke sath kahin ja raha tha keh rastay mein us ko aik haar mila.
dehati ne haar utha lia aur socha ke kyun na main ye haar apnay gedhay ko he pehna doon. so us ne haar gedhay ko pehna dia.
Ittefaq se aik johri ka udhar se guzar hua, us ne jo itnay qeemti almas ka haar gedhay ki gardan mein dekha to to foran dehtai se bola:
"Bhai sahab! kia aap is haar ko farokht karen gay?"
Dehati ye sunn ker bahut khush hua aur dil mein sochne laga, "mujhe to muft mein he haar mila hai, main apnay paisay he khray ker leta hoon".
Dehati ne johri ko jawab dia, ji haan main ye haar farokht kerna chahta hoon is ki qeemat aik hazar asharfi hai.
Dehati ko kia maloom tha ke yeh qeemti motiyun ka haar hai, us ne to apne andazay se qeemat bata di aur dil he dil mein bahut khush hua.
Johri bahut chalak tha qeemat sunn ker kehne laga, aik hazar to nahi main tum ko 500 asharfi doon ga.
Johri ke ye kehtay he haar reza reza ho ker bikhar gaya.
Johri bahut heran hua, us ne heeron ke zaroon se sawal kia tum kyun bikher gae?
Almas ke zarray baray duk se bolay,
"ye to aik dehati tha kam aqal jahal, is ko humari auqat ka ilm nahi tha lekin tum to johri ho, jab tum ne sab jantay huye humari itni qeemat gira di to kia hum phir bhi sabit reh saktay thay?

*~QeeMaT~* 569748aw0ne7m9mv*~QeeMaT~* 569748aw0ne7m9mv*~QeeMaT~* 569748aw0ne7m9mv

Back to top Go down
https://apniawaz.forumotion.com
Xtremist

*~QeeMaT~* Stars6
Xtremist


Male
Number of posts : 3216
Age : 35
Location : Pakistan
Registration date : 2007-08-26

*~QeeMaT~* Empty
PostSubject: Re: *~QeeMaT~*   *~QeeMaT~* Icon_minitimeWed Jan 02, 2008 8:38 am

super
Back to top Go down
https://apniawaz.forumotion.com
Rida

*~QeeMaT~* Stars1
Rida


Female
Number of posts : 1969
Location : Makkah
Registration date : 2007-08-26

*~QeeMaT~* Empty
PostSubject: Re: *~QeeMaT~*   *~QeeMaT~* Icon_minitimeThu Jan 03, 2008 10:12 pm

super sis mujay lag raha hai k yai sab islamic religion k baray main hai dakhain na jab hum nai islam par qeemat lagani shroo ki islam bikher gaya Sad so sad
Back to top Go down
Romeo
Best Friend
Best Friend
Romeo


Male
Number of posts : 1585
Registration date : 2007-12-13

*~QeeMaT~* Empty
PostSubject: Re: *~QeeMaT~*   *~QeeMaT~* Icon_minitimeThu Jan 03, 2008 10:35 pm

zaberdest hay na....to kiya khiyal hey aap ka?... glasses
Back to top Go down
Khushboo

*~QeeMaT~* Stars1
Khushboo


Female
Number of posts : 7996
Location : Venus
Registration date : 2007-07-25

*~QeeMaT~* Empty
PostSubject: Re: *~QeeMaT~*   *~QeeMaT~* Icon_minitimeSun Jan 06, 2008 9:56 am

Thanks everyone for ur response Smile
Back to top Go down
https://apniawaz.forumotion.com
Sponsored content





*~QeeMaT~* Empty
PostSubject: Re: *~QeeMaT~*   *~QeeMaT~* Icon_minitime

Back to top Go down
 
*~QeeMaT~*
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» qeemat

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
ApniAwaz Forum :: 

Bazm-e-Adab & Languages

 :: Adab - Nasar & Kahanian :: Urdu Adab
-
Jump to: