Number of posts : 7996 Location : Venus Registration date : 2007-07-25
Subject: SAANCH KO ANCH NAHI Fri Oct 26, 2007 7:45 pm
Sach bolna dunya ka sab se asaan kaam hai aur jhuut bolna sab se mushkil kaam. Aik jhuut ko nibhany k liay kai jhuut bolna perhty hain aur un ko yaad rakhna perhta hai phir aik na khatam hony wala silsala start ho jata hai akhir kaar insaan kahen na kahen ghalti ker jata hai aur pakra jata hai. Jhuut bool ker insaan apny aap ko imtahan main daal deta haiAur akhir kaar aitbaar kho bethta hai..
Jab kah sach 100 saal K baad bhi sach hi rahta hai ap ko kuch yaad rakhny ki zarurat nahi hai.sach bool ker ap dosre ko imtahan main daal dety hain jab kah ap ka kuch nahi jata.
SACH HAI KAH
SAANCH KO ANCH NAHI
~Haya~
Number of posts : 3306 Location : ~Chand par~ Registration date : 2007-08-03
Subject: Re: SAANCH KO ANCH NAHI Sat Oct 27, 2007 2:36 am
bhaut he achi sharing ki hai Khushboo aap nai waqai asa he hota hai ek jhoot hum bole to daitay hai par atnay barso ka athebar kho baytay hai jo bhi hai hum sab ko sach bolna chaaya kuch dair woh sach bura laga ga par sach to ho ga na superb na
Khushboo
Number of posts : 7996 Location : Venus Registration date : 2007-07-25
Subject: Re: SAANCH KO ANCH NAHI Sat Oct 27, 2007 8:11 pm
Ur right sis...ek jhoot ko chupaane le liyeh ..kitne jhoot bolne parte heiN ...BAD !