Muskaan
Number of posts : 4935 Age : 35 Location : ~Home Sweet Home~ Registration date : 2007-07-08
| Subject: Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Wed Oct 24, 2007 10:50 pm | |
| Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Har baat hai vahi par matlab badal gaye hai Dil dagmagaa gaya tha, par hum sambhal gaye hai Aise bhi aate hai din, jeete hai log lekin Hota hai aur sab kuch, par jaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise Ghoonghat bhi ek jaise, sehre bhi ek jaise Sab jaanti hai nazrein, pehchaanti hai nazrein Apni paraayi soorat anjaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Kya cheez hai yeh dil bhi, ho jaaye jab akela Rehta hai saath iske yaadon ka ek mela Duniya bhi chhoot jaaye, har aas toot jaaye Mehfil kabhi yeh dil ki veeran nahin hoti
Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti | |
|
Khushboo
Number of posts : 7996 Location : Venus Registration date : 2007-07-25
| Subject: Re: Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Thu Oct 25, 2007 5:10 am | |
| Hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise Ghoonghat bhi ek jaise, sehre bhi ek jaise Sab jaanti hai nazrein, pehchaanti hai nazrein Apni paraayi soorat anjaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Brilliant choice sis...this was used in the movie..Aankoh meiN tum ho and it was a big hit !
| |
|
waqar hussain Best Friend
Number of posts : 1572 Registration date : 2007-11-14
| Subject: Re: Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Sat Nov 17, 2007 11:07 pm | |
| - Muskaan wrote:
Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Har baat hai vahi par matlab badal gaye hai Dil dagmagaa gaya tha, par hum sambhal gaye hai Aise bhi aate hai din, jeete hai log lekin Hota hai aur sab kuch, par jaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise Ghoonghat bhi ek jaise, sehre bhi ek jaise Sab jaanti hai nazrein, pehchaanti hai nazrein Apni paraayi soorat anjaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Kya cheez hai yeh dil bhi, ho jaaye jab akela Rehta hai saath iske yaadon ka ek mela Duniya bhi chhoot jaaye, har aas toot jaaye Mehfil kabhi yeh dil ki veeran nahin hoti
Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti aik baar phir lajawab kar deyaa app nay muskaan ji | |
|
Sponsored content
| Subject: Re: Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti | |
| |
|