~Haya~
Number of posts : 3306 Location : ~Chand par~ Registration date : 2007-08-03
| Subject: Eid ul fitar Recipe Special Mon Oct 15, 2007 1:30 am | |
| Special Eid Sawaiyan wid ChamchamSawaiyan.............................1 paowChoti ilayichi.............................7adadpani.... ..................1 glasscheeni......................1 cupzarday ka rang.........................1 chutkikeyura..................1 khanay ka chamchnariyal..............................half cupbadaam pista......................hasb e zaruratkhoya...........................half cupchotay chum chum,gulab jaman......................hasb e zaruratfresh cream............................. half packitghee...........4 khanay k chamchGhee garam kerien.is mein sawaiyan daal ker halki aanch per 2,3 min bhunein. aur chulhe se utaar lein ab aik aur degchi mein pani,cheeni,ilayichi aur zarday ka rang dal ekr 5 min tak ab chulhe epr rkah ker pakayein,ab is mein sawiyan daal ekr pakayein pani khushk ho jaye to keyura daal ker 10 min dum epr rkahein ab dish mein nikalein aur gulab jaman chotay size k ya muraba k slice ,nariyal,badam,pista,chum chum,khoya aur fresh cream se garnish ker k garam garam srv kerien | |
|
~Haya~
Number of posts : 3306 Location : ~Chand par~ Registration date : 2007-08-03
| Subject: Re: Eid ul fitar Recipe Special Mon Oct 15, 2007 1:31 am | |
| Jaleebi Maida..................1 n half cupBacking soda.....................1 chaye ka chamchShakar........................2 and half cupilayichi powder...........................half chaye ka chamchgheee..................deep fry k liye hasb e zaruratzarday ka rang..........................1 chutkipani................2 and half cupmaiday mein backing soda daal ekr mix kerien pani mila ker gadha batter bana lein khiyal rahe k guthliyan na bannay payein mixer ko dhak ker 8,9 hours lk iye rakh dein ta k achi trah khameer ban jaye khameer bannay k baad dubara use phente ab thoray pani mein zarday ka rang mix ker k batter mein daalein aur mix ker lein Sauspain mein shakar aur pani mila ker chulhay per rkah dein sheera tyar ekr lein aur is mein ilayichi powder daal lein 20 min sheeray ko aur pakayein is k baad chulha abnd ker deinkarhayi mein ghee daal ker gharam kerienkhameer k mixer ko aik piping bag mein dalien aur karhayi mein is mixer ko taizi se jalebi ki shakal mein dlaitin jayein jalebi ki rangat dono traf s esunehri ho jaye to ise sheere meind latin jayein mazaydaar jalebiyan tyar haininhe srv kerne se pehle sheeray main se nikalein Choclate BarfiKhoya...............2 cupTail...................2 chaye k chamchyCoCo powder................3 khanay k chamachshakar......................1/3 cupChandi k Warq..............Hasb-e-ZaruratAik Tray mein oil laga ker usay chikna karein aur khoay ko hathon se masal ker chotay chotay tukday ker leinAik nonstick frying pain pain mein khoay ko halki anch per garam ker lein. aur is k pighalne tak chamcha chalti rhaien khoya jab pighal ker gadhi saus ki trah nazar aaye tab is mein aap shakar daal dein achi trah s eab mix kerienab khoyae k aadhay mixer ko tray mein dalein jo ham en pehle se chikna ker k rkaha tha adha mixer tray mein phela dein ab tray k dono kauno se pakar ke rhamwar satah ker pathkhein ta k mixer mains e air bubbles nikal jayein saus pain meinbachay hue khoye mein ab aap ne dubara garam kerna hai aur is mein cocopowder dal dena hai achi trah mix kerna haiab isay bhi us mixer k uper daal dein jo tray mein dala tha tanda hone epr hasb e pasand tukre ekr lein mazay daar choclate barfi tyar haiBesan k LaduBesan .....................4 cupkaju.....................12-15 adadbadaam .........................12-15 adadGhee....................1 cupsabz ilayichi powder.......................1 chaye ka chamchshakar.............................2 cup pisi huichandi k warq................hasb e zaruratbadam aur kaju ko pees lein besan chaan lein kadahi emin ghee garam kerien ab is mein besan daal ekr halki aanch per khushboo aany tak bhunein is k baad ilayichi powderbadam aur kaju pesay hue daal ke rmix kerein aur chulha band ekr deinmixer jab thanda zara ho jaye to is mein pisi hui shakar shamil kerien aur darmyanay size k ladu bana leinsrving tray mein trakhein aur chandi k warq lagayein mazaydaar besan k ladu tyar hain | |
|
Rida
Number of posts : 1969 Location : Makkah Registration date : 2007-08-26
| Subject: Re: Eid ul fitar Recipe Special Mon Oct 15, 2007 2:12 am | |
| thankx but aab tu bohat thakan hai.... banay ga kon................. | |
|
Ajnabi
Number of posts : 5345 Age : 40 Location : In Hearts Registration date : 2007-06-30
| |
Khushboo
Number of posts : 7996 Location : Venus Registration date : 2007-07-25
| Subject: Re: Eid ul fitar Recipe Special Wed Oct 17, 2007 7:35 pm | |
| I love sawaiyaaN...yummmy..! but no ilaachi for me plz | |
|
Ajnabi
Number of posts : 5345 Age : 40 Location : In Hearts Registration date : 2007-06-30
| Subject: Re: Eid ul fitar Recipe Special Thu Oct 18, 2007 4:01 pm | |
| ay lo Illachi tu main chai mein daal k peeta hoon widout suger jo hoti hai | |
|
Khushboo
Number of posts : 7996 Location : Venus Registration date : 2007-07-25
| Subject: Re: Eid ul fitar Recipe Special Thu Oct 18, 2007 5:58 pm | |
| Nope...i hate it ! mai badaam and sultanas khaa leti hooN sweet dish meiN.. | |
|
~Haya~
Number of posts : 3306 Location : ~Chand par~ Registration date : 2007-08-03
| |
Sponsored content
| Subject: Re: Eid ul fitar Recipe Special | |
| |
|