ApniAwaz Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

A Place To Be Proud Of - An Opportunity To Get-To-Gether In A Family & Friendly Atmoshphare
 
HomePortalGalleryLatest imagesRegisterLog inGames

 Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti

Go down 
3 posters
AuthorMessage
Muskaan

Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Stars6
Muskaan

Female
Number of posts : 4935
Age : 35
Location : ~Home Sweet Home~
Registration date : 2007-07-08

Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Empty
PostSubject: Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti   Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Icon_minitimeWed Oct 24, 2007 10:50 pm

Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise
In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti

Har baat hai vahi par matlab badal gaye hai
Dil dagmagaa gaya tha, par hum sambhal gaye hai
Aise bhi aate hai din, jeete hai log lekin
Hota hai aur sab kuch, par jaan nahin hoti

Hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise
Ghoonghat bhi ek jaise, sehre bhi ek jaise
Sab jaanti hai nazrein, pehchaanti hai nazrein
Apni paraayi soorat anjaan nahin hoti

Kya cheez hai yeh dil bhi, ho jaaye jab akela
Rehta hai saath iske yaadon ka ek mela
Duniya bhi chhoot jaaye, har aas toot jaaye
Mehfil kabhi yeh dil ki veeran nahin hoti

Back to top Go down
http://learningislam.self-dev.com
Khushboo

Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Stars1
Khushboo

Female
Number of posts : 7996
Location : Venus
Registration date : 2007-07-25

Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Empty
PostSubject: Re: Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti   Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Icon_minitimeThu Oct 25, 2007 5:10 am

Hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise
Ghoonghat bhi ek jaise, sehre bhi ek jaise
Sab jaanti hai nazrein, pehchaanti hai nazrein
Apni paraayi soorat anjaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti

Brilliant choice sis...this was used in the movie..Aankoh meiN tum ho and it was a big hit !
Back to top Go down
https://apniawaz.forumotion.com
waqar hussain
Best Friend
Best Friend
waqar hussain

Number of posts : 1572
Registration date : 2007-11-14

Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Empty
PostSubject: Re: Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti   Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Icon_minitimeSat Nov 17, 2007 11:07 pm

Muskaan wrote:
Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise
In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti

Har baat hai vahi par matlab badal gaye hai
Dil dagmagaa gaya tha, par hum sambhal gaye hai
Aise bhi aate hai din, jeete hai log lekin
Hota hai aur sab kuch, par jaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti

Hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise
Ghoonghat bhi ek jaise, sehre bhi ek jaise
Sab jaanti hai nazrein, pehchaanti hai nazrein
Apni paraayi soorat anjaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti

Kya cheez hai yeh dil bhi, ho jaaye jab akela
Rehta hai saath iske yaadon ka ek mela
Duniya bhi chhoot jaaye, har aas toot jaaye
Mehfil kabhi yeh dil ki veeran nahin hoti

Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise
In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti

aik baar phir lajawab kar deyaa app nay muskaan ji
Back to top Go down
Sponsored content

Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Empty
PostSubject: Re: Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti   Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti Icon_minitime

Back to top Go down
 
Har ek muskuraahat Muskaan nahin hoti
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» tu nahin tera istegara nahin
» Astaghfarullah Asi B maah Hoti hai ?
» Na Chmistry hoti na Love hota
» Aise Hi Mohabbat Ki Shuruwat Hoti Hai ..
» Humsafar Hai Ya Nahin

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
ApniAwaz Forum :: 

Bazm-e-Adab & Languages

 :: Shair-o-Shairi :: Urdu Corner
-
Jump to: