Number of posts: 1582 Location: BaBuL ka AanGaN Registration date: 2007-06-29
Subject: Re: Pray 4 Parent Sat Sep 29, 2007 2:55 am
Walikum Assalam
Mere Duaain On Bazorgon ke Saath Hain ...
Allah Ji Onhay Sehat-o-Tandrustee Atta Farmaain ... Apnay Bachoon ki khushiyaan Dekhnaa Naseeb karain ... Aur ... Apni Olaad Pay Bazorgaana aur Shafeeqana Saya Hameshaa Qayam-o-Dayim Rahay ...
Ameen Suma-Ameen ........!
_________________ [b:4950] *~!!~* Mitta Day Apni Hastii Ko Agar Martab Chaheye *~!!~* *~!!~* Ke Dana Khaaak Main Mil Kar Gull-e-Gulzaar Banta Hai *~!!~*[/b:4950]
Number of posts: 3216 Age: 21 Location: Pakistan Registration date: 2007-08-26
Subject: Re: Pray 4 Parent Sat Sep 29, 2007 3:31 am
Asalam Alaikum Ali Bhai. Kya haal hain. Perishaan mut hona mere bhai hum sub ki duain ap k saath hain. or mere bhai meri yehi iltija hoti hai Allah se k har kisi k walidain ka saya un ki aulaad py hamesha kaim o daim rakhna. unay zindagi k saath sehat ata farmana. Yah Allah Humain un ki Khidmat karne ki tofeeq at farmna.
Baaqi Ali bhaiya may phr keh raha hon k parishaan mut hona ALLAH karay ga k ap k parents INSHALLAH jald sehat yaab ho jain gay. humari duain ap sub k saath hain.
_________________ Ay Kash Madinay Main Mujhe Mout Youn Aiy.... Qadmoun Main Tere Sar Ho Meri Rooh Chali Ho....[/b]
Number of posts: 3368 Location: ~Chand par~ Registration date: 2007-08-03
Subject: Re: Pray 4 Parent Sat Sep 29, 2007 8:14 am
Walakum salam Ali Meer aap perishan na ho AllahTala sai Duaa kartay hai k woh jald he sehat yaab ho jain Allah unhain apni hifzo amaan main rakhain Ameen hum sab ki duaaein saath hai aap k, INSHALLAH theek ho jay gay
_________________ Jo Kashish Haya Mein Hay Woh Hussan Mein Kahan.
Number of posts: 1969 Location: Makkah Registration date: 2007-08-26
Subject: Re: Pray 4 Parent Sat Sep 29, 2007 10:39 am
ASSALAM-O-ALIKUM Ali bhai dont worry hum sab ki duain aap k parents k sath hain maray father koo bhi apni duaoon main yaad rakhiya ga last three days sa kidney pain hai ...............so im really worry...... aap nai baat share ki tu main nai soucha k main bhi kouch duain la loon apnay abu jaan k liya ....... Ali bhai hum sab ki duain aap k sath hain dont worry
ASSALAM-O-ALIKUM Ali bhai dont worry hum sab ki duain aap k parents k sath hain maray father koo bhi apni duaoon main yaad rakhiya ga last three days sa kidney pain hai ...............so im really worry...... aap nai baat share ki tu main nai soucha k main bhi kouch duain la loon apnay abu jaan k liya ....... Ali bhai hum sab ki duain aap k sath hain dont worry
Sis uncle ji bi humaari duaaouN meiN shaamil heiN...
Thanks Alot Imaan Xtremist Rida Haya Dua And Khushboo 4 ur prayers Ap sab Ki Duaon se Allah zaror on Ko jald sehat yaab ker dain gay
And Allah Ap k Abu Ko b Jald sehat yab karay @ Rida Aur on ka Saya Ap sab pe Hamisha Qaiyam rakhay Aur wo Pahle ki terha Hanstay muskuratay Rahin Ameen suma Ameen